Aadhunik Rajneeti Vigyaan Ke Sidhant(Hindi)
Author: J. C. Johari
Binding: paperback
Release Date: 01-01-2017
Details: Rajneetik vigyan ke adhyeta ka kaam rajneetik yathart ko samajhna, phir uska alochnatmak vishleshan karna aur maanparak tatha vyavahaarparak dono aayaamo ke sandharbh ka varnan karna hai. Ab drishtikon itna lokpriya ho gaya hai ki vividh samajik shastron ke sutra ek dusre mein pravisht ho gaye hain. Ab rajneetik vigyan kewal rajya wa shasan ke adhyan tak simit nahi hai iska sambandh satta wa sthaniye, kshetriye, rashtriye wa antarashtriy sabhi staron par chalne wale satta ke sangharsh se hai. Vartamaan samay mein anek vishwavidyalayon ke pathyakramo mein sanshodhan kiye gaye hain, taki nainai sankalpanaon wa naye sidhanto, aayaamo wa upagamo ko sammilit kiya jaa sake. Yah vinamra rachna unn pathko ki aavyashakta ki purti karegi jo iska snatak aur uttar snatak star par adhyan kar rahein hain awam jo anek pratiyogi parikshaon ki tayari mein sanglagna hain. J. C. Johari rajneeti vigyan ke sikshan sambandhi karya se pichhle 40 vashon se adhik samay se jude rahe hain. Kuchh samay tak aapne agra wa delhi vishwavidyalayon se sambadh uttarsnatak mahavidhyalayon mein rajneeti vigyan ke vyakhyata ke roop mein karya kiya. Ek varsh (197172) mein aapne new delhi sthit samvaidhanik wa sansadiya adhyan sansthan mein upnideshak ke pad par karya kiya. Aapne shyamlal college (delhi vishwavidyalaya) ke rajneeti vigyan vibhag mein reader wa adhyaksh ke roop mein karyarat hai tatha rajasthan vishwavidyala, jaipur ke aptc se sambadh hain jiske tatwadhan mein kendriya wa prantiya rajpatrit lok sewaon ki parikshaon ke sikshan hetu coaching kakshaon ka aayojan kiya jaata hai. Rajneeti vigyan ke kshetra mein aapka yogdaan angreji wa hindi mein prakashit anek pustakon tatha desh wa videsh ke journalon mein prakashit anek lekhon mein dekha jaa sakta hai.
EAN: 9789386245045
Package Dimensions: 9.4 x 6.7 x 1.3 inches
Languages: Hindi
Original: $3.54
-65%$3.54
$1.24Product Information
Product Information
Shipping & Returns
Shipping & Returns
Description